I recently whined about readers not commenting on my blog.
Me (M): 'Bhy you not commenting? Bhy my bilog being ignored?'
Reader (R): 'Arre bhee like you Kiris. Bhee hab been reading, bhere is neckest chapter?'
M: 'Phir bola kayko nahi? Apun itna magajmaari karke chyapter likhta hai aur saala kutta bhi nahi poochta hai. Apun bahut depression hai.'
Reader 2 : ‘Aey ! Apun hamesha comment marta hai aur apoon ko kutta bolti hai ? You are phemale kutta and I not putting any more comments.’
M: ‘Shits. I didn’t mean that. Bhaisaab…hello? Mardi kulhadi apne pair par Crys ? Do-chaar comments miltey they, abhi woh bhi nahi...abhi apoon royega.'
R : ‘Aaisa boora maanke kaisa chalenga ? Woh thode garam dimaag ka hai, woh aayega vaapas. Accha abhi tum neckest chyapter likho aur hum commentary marega.'
M : ‘Boora kaise nahi manega apun ? Oodhar biradri ke log buckwaas chaapte hai. Aur log taaliya peet rahay hai. What they write? They write about trip to machli market and they get phipty comments. Idhar mein dimaag ka dahi banati hai aur zheero comments. Saala apun ka value hi nahi.’
R : ‘Arre kaahe kay comments, sab log ek doosre ko gaali dete hai waha. Aur waise mein sirif idhar comment nahi marta hai aaisa nahi hai. Mein kidhar bhi nahi marta hai comments. Mother promise.’
M : ‘Lekin tu bol mereko, ooska bilog mere bilog se popular kaise ? Howu, howu I aks?’
R: ‘Mein bahot bilog padhta hai. Tere ko bolu kya? It izh all nonsense. Tu ek bata mere ko. Tu likhti kayko hai bol.’
M: ‘Apne vaaste. Apun ko accha lagta hai likhne ko.'
R: ‘To likhneka. Kaun kya comment maar raha hai ya nahi sochne ka nahi. Sirif likhne ka. Tum phikar kyon karti hai?’
M: ‘Tu bol raha hai woh to sahi hai. Tere ko ek baat bataoo?’
R: ‘Ha bol.’
M : ‘Ghoosa nahi hone ka.'
R : ‘Arre tu bol na’,
M: ‘Mein bhi comment nahi maarti hai kabhi.’
R : ‘Matlab ?’
M : ‘Matlab, tumhari maafik, mein bhi bohot bilog padhti hai but I don’t leave comments only.’
R: ‘Saala, idhar mere ko boora lag raha tha. Abhi apun chalta hai…zyada emotional nahi hone ka.’
M: ‘Apun kidhar ho raha emotional?’
P.S. : Thanks to all the readers for your continued support. You rock!)

12 comments:
You don't get comments?
(scrolls down)
Hmmm... perhaps you should disable comment moderation?
Ok...got the message! Will comment on every post from now on.
Ab neckest chapter likh daal...nahin to..samjhi kya? ;-)
BTW, what's this nonsense about only blogspot users being able to comment, then having to input xkjhty, and then comment moderation...it seriously seems as though you do not want comments!
Apoon comment-beement marta rehta hain... par bich bich mein gayab ho jata hai. Apun ko emotionalgiri nahi jamti, kya karega? Jab emotional post rehta hai, apun padhake nikal leta hai... Chal, ab agla chapter likh daal, mahabharat ka bhi. Aur dusron ke bilog pe comment chhodte rehne ka.
Dil pe mat le yaar...
i'm surprised u wrote all this.....very interesting way to express ur feelings :)
You asking for it?
haha.. good post :)
Just so that you know, I wrote a long comment abt HP book 7, thrice. but blogger didnt allow publishing the comment as I had just moved to blogger beta! I gave up after a while. (they seem to have fixed the problem now.)
your new 'contract' series is great.. very innovative and entertaining.
I am sure the sitemeter is going strong, irrespective of the number of comments.
chalti kya khandala?
Kay karoon chaal ke main khandala?
Likhegi bolgi yaad kare gi aur kya...
Mahabharat ki kahani ko aage badati kya?
Enough of mumbaiaa chaap and hindi khichdi.
hyde,
can't disable, i don't want abusive comments published.
mohit,
yeah i know its a pain in the ass to login and put passwords but b4 i didn't have it i got a lot of spam and as i was telling hyde, abusive comments. Hence, all the code and what not. Will not complain about no comments anymore :)
fleiger,
bich kisko bola re? Oh bich bich yani ke middle middle ...never mind :)
sanjay,
yeah...like to go in whine mode once in a while.
CI,
may be :p :)
Dodo,
ROTFL @ gaay bhais part.
Sameer the artist!
Sorry about the traumatic experience with comment posting (stoopid blogspot).
Murga,
if you pay for the tickets then sure i will go to khandala ;)
Mamu, tu bhi na... apun ko puri comment wapas padhani padi apun ne kaha locha kiyela hai dekhane ke liye...
Mast blog hai re baap...fulto rapchik...
Mandeepsg,
Bole to thanks bhidu.
apppoon likhenga na kaaments ..
tu fikar not ..
bas likhti reh.
:D
Post a Comment